Aadmi Sadak Ka

Aadmi Sadak Ka

hindi - 1913

1. Ameer se hoti hain

ameer se hoti hai gariib se hoti hai dur se hoti hai qarib se hoti hai magar jahaan bhi hoti hai ai mere dosto shaadiyaan to naseeb se hoti hai

2. Aadmi sadak ka

koyi kaam nahi hain mushkil jab kiya iraada pakka ke main hoon aadami sadak ka – 2 – 2 mohabbat mera dharam imaan hain – 2 meri jaat toh sirf insaan hain wahi jisne banaaye hain dono jahaan – 2 woh mera raam hain mera rehmaan hain sir jhukaaya toh dekhi kaashi aur sajda kiya toh makka ke main hu main hu main hu aadmi sadak ka – 2 koyi kaam nahi hain mushkil jab kiya iraada pakka ke main hoon aadmi sadak ka – 2

3. Aaj mere yaar ki shaadi hai

amir se hoti hai garib se hoti hai door se hoti hai karib se hoti hai magar jahaan bhi hoti hai aye mere dost shaadiyaan to nasib se hoti hai aaj mere yaar ki shaadi hai – 2 yaar ki shaadi hai mere diladaar ki shaadi hai aaj mere yaar ki shaadi hai – 2 lagataa hai jaise saare sansaar ki shaadi hai aaj mere yaar ki shaadi hai – 2

4. Ke main hoon aadami sadak ka

koyi kaam nahi hain mushkil jab kiya iraada pakka ke main hoon aadami sadak ka – 2 – 2