Aahutee 1978

Aahutee 1978

hindi - 1913

1. Bharat ka bhai lakshman -2

iss duniya mein kaun sawaare sabke bigade kaam – 2 bharat ka bhai lakshman lakshman ka bhai raam – 2 hey hey hey hey hey hey…… iss duniya mein kaun sawaare sabke bigade kaam bharat ka bhai lakshman lakshman ka bhai raam – 2

2. Jungni ik ladaki ka naam

jungni ik ladaki ka naam sabki kar di nind haraam – 2 saare shehar mein woh badnaam jugni se jag saara darta hai bhaai tauba tauba karta hai – 2 jugni ko kehate hai log ho chhoti umar mein laaga rog – 2 jogan ban gayi leke jog -2 jugni nisdin aahein bharati hai bas preetam preetam karati hai jungni ik ladaki ka naam sabki kar di nind haraam – 3

3. Kaash aisa hota

deewaar jo itani na unchhi na hoti chhat pe akeli tu jab raat soti kankar maar ke tujhko main jagaata kaash aisa hota kaash aisa hota teri gali mein hota mera chaubaara chaubaare se dekhati tujhe din saara aangan mein tere khulata mera jharoka jhaank leti niche milate hi mauka kaash aisa hota kaash aisa hota teri gali mein hota mera chaubaara chaubaare se dekhata tujhe din saara aangan mein tere khulata mera jharoka jhaank leti niche milate hi mauka kaash aisa hota kaash aisa hota

4. Bharat ka bhai lakshman

iss duniya mein kaun sawaare sabke bigade kaam – 2 bharat ka bhai lakshman lakshman ka bhai raam – 2 iss duniya mein kaun sawaare sabke bigade kaam bharat ka bhai lakshman lakshman ka bhai raam – 2

5. Naukari sau ki hajaar ki

naukari sau ki hajaar ki kimat nahi hoti pyaar ki – 2 pyaar anamol hai ik mitha bol hai mithi mithi baate yaar ki – 2 naukari sau ki hajaar ki

6. Saathi mere saathi rut aati jaati

saathi mere saathi rut aati jaati kahe teri meri kahaani – 2 – 2 aise hum saathi jaise diya baati – 2 rab ki badi hai meherbaani – 2 saathi mere saathi rut aati jaati kahe teri meri kahaani – 2