Aaye Din Bahar Ke

Aaye Din Bahar Ke

hindi - 1913

1. Khat likh de sanwariya ke nam babu

abb ke baras bhi bit na jaye yeh sawan ki rate dekh le meri ye bechaini aur likh de do bate

2. Mere dushman tu meri dosti ko tarse

mere dil se sitamgar tune achchhi dillagi ki hai ke banke dost apane dosto se dushamani ki hai mere dushman tu meri dosti ko tarse – 2 mujhe gham denewale tu khushi ko tarse mere dushman………

3. Suno sajna papeehe ne

oh… suno sajna papihe ne… suno sajna papihe ne kaha sabse pukaarke sambhal jaao chaman waalo 2 ke aaye din bahaar ke suno sajna…suno sajna

4. Ye kali jab talak phool ban ke khile

ye kali jab talak phool ban ke khile intazaar intazaar intazaar karo intazaar karo -2 intazaar woh bhala kya kare tum jise beqaraar beqaraar beqaraar karo intazaar karo