Aazaan

Aazaan

hindi - 1913

1. Khuda ke liye

i feeling now that our love is on kyun mehrum nindh-vindh se hai raatein guzarti subah bhi hai khayal mein i feel now kyun lage khaas kal jo thi fizul baatein hai tabdiliyan bhi dil ke haal mein aye mere dil yeh bataa kis intezaar mein tu beqaraar hai khuda ke liye pardah nahin karna khuda ke liye ab naa nahin karna khuda ke liye mujhse yehi kehana ke tujhe pyaar ho gaya khuda ke liye i feeling now that our love is on khuda ke liye khuda ke liye … i feeling now that our love is on jazbaat pehne hai aaj dhadkane dil mein tasalli hai na ki tadpane zinda hui hai bejaan khwahishain ek saath suljhi hai aaj uljhane pal hue pal hue raahaton se rubaru pal hue pal hue jitne sawaal hain khuda ke liye pardah nahin karna khuda ke liye ab naa nahin karna khuda ke liye mujhse yehi kehna ke tujhe pyaar ho gaya khuda ke liye i feeling now that our love is on khuda ke liye khuda ke liye … i feeling now that our love is on