Bandhan - 1998

Bandhan - 1998

hindi - 1913

1. Mai diwani mai mastani

mai diwani mai mastani dil kisko du mujhko de rupnagar ki hu mai rani dil kisko du mujhko de aise kaise mai de du yeh dil toh divana hai yeh jiske nam likha hai uska khajana hai kisina kisipe toh aana hai mai diwani mai mastani dil kisko du mujhko de rupnagar ki hu mai rani dil kisko du mujhko de

2. Yeh bandhan dilo ke bandhan

hey hey…… ho ho… yeh bandhan dilo ke bandhan yeh nate dilo ke nate -2 tay hote hai ambar pe dharti pe jode jate bandhan yeh bandhan bandhan yeh bandhan – 2

3. O gore bake chhore

balle balle balle…… o gore bake chhore – 2 balle balle balle…… o gore bake chhore tan dole mann dole too jo ha bole ya allah ya allah balle balle – 2 o gori baki chhori bandh le chori chori dil se dil ki dori ya allah ya allah balle balle – 2 o gore bake chore tan dole mann dole too jo ha bole ya allah ya allah balle balle – 2

4. Chhora phisal gaya

jab se dekha hai tujhe sajan sajan too hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan – 2 mai tha sharmila mai tha sharmila par jane kab aur kyu kaise teree har ada par yeh chhora phisal gaya -2 jab se dekha hai tujhe sajan sajan too hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan mai thi sharmila -2 par jane kab aur kyu kaise teree har ada par yeh chhori phisal gayi -2