Deewangee

Deewangee

hindi - 1913

1. Deewangee duet

yeh tajagee yeh sadgee yeh aasheekee divangee – 2 pehle kabhee dekhee nahee dekha tujhe dil ne kaha too hee toh hai too hee toh hai meree jindagee too hee toh hai divangee yeh tajagee yeh sadgee yeh aasheekee divangee pipal kee resham chhao me ham khush bahut the ganv me phas gaye shaher key jal me kis mod peh ley aayee hai hamko hamaree yeh jindagee yeh tajagee yeh sadgee yeh aasheekee divangee

2. Ai ajnabee teree pehlee najar

ai ajnabee teree pehlee najar meraa dil ley gayee agar too dil de de nam likh du tere sanam teree kasam meree sanse meree bahe divane – 2 ai ajnabee o naa jane tune kya kar diya hai had se gujarne lagee mai tujhse milee toh lagta hai aisa key pyar karne lagee mai – 2 ai ajnabee teree pehlee najar meraa dil ley gayee agar too dil de de nam likh du tere sanam teree kasam meree sanse meree bahe divane ai ajnabee dil yeh kaha sab peh aata hai bas ek bar yeh ho jata hai pyar hai yeh kiske bas kee bat yeh toh khel hai kismat key hath – 2 kaun kehta hai chahat peh chalta hai dil kaa jor – 2 ai ajnabee teree pehlee najar meraa dil ley gayee agar too dil de de nam likh du tere sanam teree kasam meree sanse meree bahe divane – 2 ai ajnabee

3. Saat suron ka duet

–male– mm mm hm mm mm mm hm hm

4. Pyar se pyare tum the sanam

pyar se pyare tum the sanam jitna chaha tumko utna tha kam – 2 pyar iss dil me jagaya apno se dhoka khaya mar gaye tujhpe marke ham ho pyar iss dil me jagaya apno se dhoka khaya mar gaye tujhpe marke ham pyar se pyare tum the sanam jitna chaha tumko utna tha kam oh oh aa aa aa…… dil yeh agar patthar kaa hota sanam naa yeh tut ta naa hotee yeh aankh nam milta naa pyar me gham aa gaye kis mod peh ham – 2 iss bhid me bhee tanhayee hai ho iss bhid me bhee tanhayee hai yeh pyar bada harjayee hai pyar iss dil me jagaya apno se dhoka khaya mar gaye tujhpe marke ham teree khata hai naa toh meree khata naa too bewafa hai naa mai bewafa dil ko toh tutna tha yeh pyar kaa hai dastur – 2 yeh pyar bhee hai kitna majbur ho yeh pyar bhee hai kitna majbur too samne hai phir bhee hai dur pyar iss dil me jagaya apno se dhoka khaya mar gaye tujhpe marke ham pyar se pyare tum the sanam jitna chaha tumko utna tha kam – 2 oh oh aa aa aa………

5. Dholee o dholee

dholee o dholee ha dholee o dholee dholee baja rey dhol -2 huyee hai rat rangilee ai han han ai han han – 2

6. Hai ishq khata

–chorus– hai ishq khata hai ishq saza hai ishq bala hai ishq daga khata saza bala daga ooh hey hey ooh hey hey ooh hey hey ooh hey hey ooh hey hey ooh hey hey ooh hey