Doraaha

Doraaha

hindi - 1913

1. Muhabbat tark kee maine gareba see

muhabbat tark kee maine gareba see liya maine jamane abb toh khush ho jahar yeh bhee pee liya maine

2. Tera khayal dil sey mitaya nahee abhee

tera khayal dil sey mitaya nahee abhee bedadr maine tujhko bhulaya nahee abhee

3. Dil me basake mit banake

dil me basake mit banake bhul naa jana prit puranee bhul naa jana dil me basake

4. Yeh meri khamosh nigaahen

ye meri khamosh nigaahen ye meri khaamosh nigaahen jalate aansoo thandi aahen le jaa…a…a…a le jaa ye dil ka nazaraana bhul na jaana preet puraani bhul na jaana dil men basa ke

5. Luutaa hai zamaane ne kismat ne mitaayaa hai

luutaa hai zamaane ne kismat ne mitaayaa hai ik baar hansaayaa thaa ik baar hansaayaa thaa sau baar rulaayaa hai luutaa hai zamaane ne kismat ne mitaayaa hai

6. Meree bagiya kee kalee too

meree bagiya kee kalee too sada hee khilana jin raho peh mai chalee too unape naa chalana tera naa ho mere jaisa hal meree bagiya kee kalee…