Ek Hindustani

Ek Hindustani

hindi - 1913

1. Mohabbat ko ham chhod de

mohabbat ko ham chhod de – 2 mohabbat humme chhodtee hee nahee – 2 chahat ko ham chhod de – 3 yeh chahat humme chhodthee hee nahee oh khuda kee kasam tum pe marte hai ham magar dur rehne se darte hai ham galee se teree jab gujarte hai ham jhukte hai sar sajda karte hai ham – 2 yeh aadat ko ham chhod de yeh aadat humme chhodthee hee nahee – 2 mohabbat ko ham chhod de mohabbat humme chhodtee hee nahee yeh chahat humme chhodthee hee nahee ajee baj aye mohabbat se ham nahee yeh adae kayamat se kam bade shahte hai teree najakat se ham kare shahte hai teree najakat se ham najakat ko ham chhod de najakat humme chhodthee hee nahee – 2 mohabbat ko ham chhod de mohabbat humme chhodtee hee nahee – 2

2. Choree choree dil diya tha

choree choree dil diya tha chupke chupke dil liya tha – 2 jamane ko phir bhee khabar mil gayee kya kare kya kare yeh najar mil gayee – 2 pyar me jina hai pyar me marna hai maut se bhee janam abb nahee darna hai pyar me haste hai pyar me rohte hai pyar karne wale dil amar hote hai kya kahu kaise kab kidhar mil gayee – 2 mil kho jayenge ek ho jayenge mich le yeh aankhe aur so jayenge kuchh nahee sochenge kuchh nahee dhundenge iss jamane se ham kuchh nahee mangenge oh ham ko mohabbat agar mil gayee kya kare kya kare yeh najar mil gayee – 2 choree choree dil diya tha chupke chupke dil liya tha – 2 jamane ko phir bhee khabar mil gayee kya kare kya kare yeh najar mil gayee – 2

3. Yaro ka dil todke jate nahee chhodke

ishk hee odhna ishk hee bichawan ishk hee padte ishk badawan ishk da ek ishk taveej banake mahee de gal pawan yaro ka dil todke jate nahee chhodke – 2 na jawe mahiya na jawe mahiya – 2 – 2

4. Sonewale nind se jage

sonewale nind se jage upar niche pichhe aage darr ke bhage chor jume nachenge jashan manaye kuchh aisa kare kaisa aisa chal aage hey rama re hey rama re – 2 jo thakviro se gir jaye woh takdire nahee hotee badalatee jo na takdire toh woh takdeere nahee hotee rehai ka mausam ahed kar lete hai jab keh dee dubara mad sitamgaro kee janjire nahee hotee janjire toh tute tute na chahat ke dhage hey rama re hey rama re – 2 mohabbat me nignao se juban ka kam lete hai yeh dil kee bat aur ispe takrere nahee hotee tere deedar se janam tasafur teraa behtar hai kee itnee be muwarat teree tasvire nahee hotee aaja raja tere bina jiya nahee lage hey rama re hey rama re – 2 jume nachenge jashan manaye kuchh aisa kare kaisa aisa chal aage hey rama re hey rama re – 2

5. Chalo achchha juda ho jate hai

chalo achchha juda ho jate hai ham tumse khafa ho jate hai – 2 aagee hai judai kee gadiya kaun khole magar hatkadiya chalo achchha juda ho jate hai ham tumse khafa ho jate hai tum jo kehte ho ham nahee royenge gham ke kanto pe haske soyenge dil pe gham kee gantae jab jhuktee hai lagti hai toh phir kab ruktee hai inn ko kehta hai -2 sawan kee jadiya kaun khole magar hatkadiya – 2 maine jo kuchh kaha bhul jao tum tum na jao mere pas aao tum sare aansu mai palko se chun lunga gham ke inn motiyon se mai bhun lunga apne kawbe ke apne kawbe ke shehar kee ladiya kaun khole magar hatkadiya chalo achchha juda ho jate hai ham tumse khafa ho jate hai aagee hai judai kee gadiya kaun khole magar hatkadiya chalo achchha juda ho jate hai ham tumse khafa ho jate hai

6. Yeh faujee jung me jita tu kee kita

who are you mai apnee tarif karu kya lambee badee kahanee hindustan pe raj hai meraa delhi rajhdanee me ek hindustanee yeh faujee jung me jita tu kee kita sade dushman de meeta tu kee kita – 2 pite hai hindustanee ganga jamuna ka panee tu rishwat da daru pita hoye tu kee kita yeh faujee jung me jita tu kee kita iss sher ne golee khayee ham sab kee jan bachayee – 2 kee tune na insafi chal mang tu inse mafee – 2 yeh ram hai yeh hai sita tu kee kita yeh faujee jung me jita tu kee kita pite hai hindustanee ganga jamuna ka panee tu rishwat da daru pita hoye tu kee kita yeh faujee jung me jita tu kee kita itna aasan nahee hai hindustanee kehlana – 2 insan kyon rab ne banaye tu kya samjha kya jana – 2 teraa jivan yu hee bita tu kee kita – 2 pite hai hindustanee ganga jamuna ka panee tu rishwat da daru pita hoye tu kee kita – 2 yeh faujee jung me jita tu kee kita – 2