Ek Vivaah Aisa Bhi

Ek Vivaah Aisa Bhi

hindi - 1913

1. Neend mein hai

bala ka husn gajab ka shabaab neend mein hai – 2 hai jism jaise gulista gulaab neend mein hai

2. Mujhamein jinda hai woh

tujhe waqt kahe re yeh duniya waale ik pal bhi kahin par na rukane waale pyaar se rakhana jatan se rakhana har pal use sambhaale abb meri amaanat tere hawaale – 2

3. Sajan sang rehana janam janam

yeh wahi var hai taras gayi thi jisake liye varmaala ek vivah aisa bhi kabhi jise nahi koyi bhulane waala aankhon mein aansu aise saje hain phulon pe jaise shabnam sang sang rahenge janam janam – 2

4. Jhirmir jhirmir meha barse

jhirmir jhirmir meha barse ho raama mann pyaasa kaahe tarse ho raama ho ji ho ho ji ho baras baras barakha suhaani kyun laaye deewaani mujhe karne deewaani kyun aaye yeh woh sawaal jinake jawaab dene mein mushkil badi – 2 jaane wafa yeh falsafa jaanane ko hai umar padi bheege huye mausam ka maja loot le aaja yeh narm faza sard hawa loot le aaja

5. Banna banni

ganapati strotra

6. Mujhamein jinda hai woh – ii

apane dil ke siva na kisiki suni raah mushkil sahi usane khud hi chuni usaki apani ada usaki apani khudi – 2 isliye toh use sar jhukaata hoon main – 2

7. Dekhe akele hamne solah mele

dekhe akele hamne solah mele – 2 saawan bhaado ke tir kayi jhele ho o o woh na aaye re ho o o o rona aaye re julmi ne humko tarsaayike tarsaayike maara – 2 dekhe akele hamne solah mele

8. Mandir hai ghar yeh hamaara

mandir hai -3 ghar yeh hamaara mandir hai ghar yeh hamaara utana hi paawan utana hi sundar – 2 utana hi pyaara pyaara mandir hai ghar yeh hamaara – 2

9. Jhirmir jhirmir meha barse – ii

ho aashaadh ke pehale baadal kar mujhpar upkaar meghdut ban mera sandesa le ja usake paar

10. Kya soch ke aaye the

kya soch ke aaye the kuchh yaad nahi yaad nahi kya bol sajaaye the kuchh yaad nahi yaad nahi hosh gum ho gaye yaaro hum kho gaye – 2 abhi abhi yahin kahin kya soch ke aaye the yaad nahi kya bol sajaaye the kuchh yaad nahi

11. Dono nibhaayein apana dharam

aankhon ka paani anjuri mein bhar ke sankalp le le yeh hum dono nibhaayein apana dharam – 2 maang raha hai pyaar bidaayi haske vida do sanam dono nibhaayein apana dharam – 2

12. Lo ji hum aa gaye

aankhon mein pyaas dil mein mohabbat mohabbat liye huye aankhon mein pyaas dil mein mohabbat liye huye mehboob ke didaar ki hasrat liye huye lo ji hum aa gaye hain – 2 lo ji hum aa gaye aa gaye aa gaye hain