Haal-e-Dil

Haal-e-Dil

hindi - 1913

1. Haal-e-dil – 1

haan mud tak ley aaja rakh le mann ve haaye kuchh keh de kuchh sun le jaan ve jaan ve jaan le… haal-e-dil – 2 jaan ve bol de… haal-e-dil aaja tere sine mein saans saans pighalu main aaja tere honto se baat baat nikalu main tu meri aag se roshani chhaant le yeh jameen aasmaan jo bhi hai baat le jaan ve jaan le… haal-e-dil jaan ve bol de… haal-e-dil aaja maahiya aaja – 3 bebasiya aaja aaja maahiya aaja din jogi raata sapat siya aaja teri jholiya paanu ghar galiya aaja aaja maahiya aaja – 2 aaja tere kohare mein dhup banake kho jaau tere bhes tere hi roop jaisi ho jaau rag rag mein hai tere saaye ve rag rag mein hai tere saaye rang tera chadh chadh aaye ve rang tera chadh chadh aaye jaan ve jaan le… haal-e-dil

2. Rani… aayegi aayegi aayegi woh rani mere khaabon ki

hey hey ye meri suni suni raaton ko saja degi mm hmm hmm hmm samajha degi………

3. Tu mere dil ki pehali khwaahish

kehate hai na kabhi na kabhi kahin na kahin kisise pyaar jarur hota koi na koi kahin na kahin kisike liye jarur bana hota hai dil me pyar pyar ki chahat aur wahi chaahat banati hai dil ki numaish tu mere dil ki pehali khwaahish tu mere sapano ka jahaan haan tu mere khaabon ki manjil hai mere armaano ki daastaan mehfuz rakhunga palakon mein inn lamahon ke yeh silsile har pal teri dilbar teri yaad mein baitha rahunga tere khaab mein fariyaad karati hai jindagi aawaaz karati yeh dillagi umeed ka inteha has has na banake reh jaaye dil mein base ho tum najaron mein tum meri aarju ki gehrayiyon mein tum baahon ke darmiya saanson ne kuchh kaha yaadon ki daastaan abbb kar rahi hai bayaan chhod na jaana mujhe manjil ki raah pe meri manjil toh hai dil ki khwaaish tu mere dil ki pehali khwaahish tu mere sapano ka jahaan haan betaab dil kehta hai mere dil mein aa bas ja khaamosh si yeh duwa jaane kya kya kar jaaye madhosh si yeh fiza baahon mein apane bulaaye ?? aankhein pighal gaye ehsaas rangon mein khul gaye saanson ko manjil mil gayi baaton ko manjil bata de tum meri ho sirf meri meri bandagi meri ibaadat aur iss ibaadat ki roshani mein nazar aa raha hai tumhaara chehara chehara jo meri duwaao mein bas chuka hai aur abb tum ban chuki ho meri khwaaish tu mere dil ki pehali khwaahish tu mere sapano ka jahaan haan tu mere khaabon ki manjil hai mere armaano ki daastaan

4. Oy hoy hoy hoy

oy hoy hoy hoy aaye haay haay haay – 2

5. Haal-e-dil – 2

jaan ve jaan le… haal-e-dil – 2 jaan ve bol de… haal-e-dil aaja tere sine mein saans saans pighalu main aaja tere honto se baat baat nikalu main tu meri aag se roshani chhaant le yeh jameen aasmaan jo bhi hai baat le jaan ve jaan le… haal-e-dil jaan ve bol de… haal-e-dil aaja maahiya aaja – 5 bebasiya aaja aaja maahiya aaja din jogi raata sapat siya aaja teri jholiya paanu ghar galiya aaja aaja maahiya aaja – 2 aaja tere maathe pe chaand banke utaru main aaja teri aankhon se khaab khaab gujaru main rag rag pe hai tere saaye ve rag rag pe hai tere saaye rang tera chadh chadh aaye ve rang tera chadh chadh aaye jaan ve…… jaan le… haal-e-dil……

6. Rang… haseen hai duniya

haseen hai duniya haseen hai jawaani rangin hai ehsaas rangin hai kahaani haseen hai jinda haseen hai hai saanse rangin hai jazbaat rangin hai aanhein

7. Jeeta hoon tere liye tujhape kitana marata hoon

jeeta hoon tere liye tujhape kitana marata hoon – 3 kaun karega itana jitana pyaar main tujhase karata hoon hey ye ee ya ya yee ya yee……