ho ho ho ho…… gham hai kyun har khushee kam hai kyun yeh bata har ghadee aankh bhee nam hai kyun yeh bata tune kis jurm kee payee yeh saja ho dard se dil kaa sangam hai kyun yeh bata tune kis jurm kee payee yeh saja ho tujhpe jo sitam huwa dusaro kaa pap tha isame dosh hai teraa kya jisape julm ho gaya usako hee mile saja kis kitab me hai likha tu kyun odhe sar par iljamo kee chadar jab ke hai tu hee nirdosh yaha yeh bata ho ho ho ho…… gham hai kyun har khushee kam hai kyun yeh bata har ghadee aankh bhee nam hai kyun yeh bata naree jo bhee ho sahe sar jhukaye chup rahe yeh rawaj hai duneeya kaa tu yeh rit chhod de tu yeh rasm tod de yeh ilaj hai duneeya kaa kyun aansu pitee hai kyun dukh me jitee hai kyun aankhon me gham kaa hai dhuan yeh bata ho ho ho ho……… gham hai kyun har khushee kam hai kyun yeh bata har ghadee aankh bhee nam hai kyun yeh bata tune kis jurm kee payee yeh saja ho ho ho ho ho………