Hungama 1971

Hungama 1971

hindi - 1913

1. Meri jawaani teri deewaani

meri jawaani -2 teri deewaani aa paas aa rasiya aa ho darr kaahe ka haan bhai kaahe ka – 2 ho darr kaahe ka – 2

2. Kachchi kali kachnaar ki

kachchi kali kachnaar ki haay haay kachchi kali kachnaar ki are kya samjhegi baatein pyaar ki -2 kachchi kali kachnaar ki haay re haay re kachchi kali kachnaar ki ho kuchh din sambhaal jiya khilane toh de rasiya – 2 aane toh de rut bahaar ki aayegi aayegi kachchi kali kachnaar ki -2 kach kach

3. Suraj se jo kiran ka naata

suraj se jo kiran ka naata saagar se jo leharon ka wohi hai tera mera rishta tu jaane ya naa jaane phul mein jaise basati hai khushbu tu hai basa mere mann mein pyaar hai tera jivan mera tu maane ya na maane suraj se jo kiran ka naata

4. Waah ri kismat waah waah

maa maa maa…… maara waah ri kismat waah waah -2 waah ri waah ri waah ri waah riwaah ri kismat teri jai jai aakhir teri marji kya hai hamein kaha laake maara re -2 maara re maara maara maara kaha laake maara re -3