Ijazzat

Ijazzat

hindi - 1913

1. Khalee hath sham aadyee hai

khalee hath sham aadyee hai khalee hath jayegee aaj bhee na aaya koyee khalee laut jayegee

2. Chhotee see kahanee se

chhotee see kahanee se barisho kee panee se saree wadee bhar gayee na jane kyo dil bhar gaya na jane kyo ankh bhar gayee

3. Mera kuchh saman tumhare pas pada hai

mera kuchh saman tumhare pas pada hai – 2 o o o… savan ke kuchh bhige bhige din rakhe hain aur mere ik khat mai lipatee rat padee hai woh rat bhula do mera woh saman lauta do – 2 mera kuchh saman tumhare pas pada hai – 2

4. Katra katra milatee hai katra katra jine do

katra katra milatee hai katra katra jine do jindagee hai bahne do pyasee hu mai pyasee rehne do