Inkaar

Inkaar

hindi - 1913

1. Zindagi ka karobar

yeh zindagi ka karobar yeh hasratein bhi beshumar khud ke guroor par ho sawaar khud se hi apni jeet haar hai yeh zindagi ka karobar yeh hasratein bhi beshumar khud hi khade hain khud ke khilaaf khud kashti hain khud hi sailaab khud hain sawaal khud hi jawaab tufaano mein banke chiraag kyun jalte jaaye hain – 4

2. Kuch bhi ho sakta hai

futpaatho pe jo sota tha akhbaaro me abb chhapta hai kal tak jo criminal tha abb tv pe bikta hai girgit hai ye woh gutter rang yun badalta hai jaa kuch bhi ho sakta hai – 4

3. Maula tu malik hai

abb hum goom huye goom huye – 4 sare aam goom huye goom huye sare raah goom huye goom huye hum bekhabar besabar benazar kho gaye maula tu malik hai allah tu malik hai – 2 – 2

4. Darmiyan

kyun nigahe nigahon ko shiqwe sunaye murda afsurda lafzon ki maani jagaaye jo hai khud se shiqayat kyun tujhko bataye kyun hum yaadon ke rangon se khwabon ko sajaye ye kaisi baat badh rahi hai tere mere darmiyan ye kaisi baat jag rahi hai tere mere darmiyan kyun subah khil rahi hai tere mere darmiyan kyun shaam dhal rahi hai tere mere darmiyan kyun nigahe nigahon ko shiqwe sunaye murda afsurda lafzon ke maani jagaye