Issaq

Issaq

hindi - 1913

1. Bhagan ke rekhan

bhagan ke o o bhagan ke rekhan ki bahangiya bahangi lachkat jaaye – 2 – 2 bhejo re kaahe baba hamka pihar se bitiya se bani banke kahan pahunchaye saha bhi naa jaaye o o ka karei haaye kaha khaatir chale kahariya bahangi kahan pahaunchaye – 2 bachpan se paale aisan bitiya kaahe bahiyan ke palna jhulaye khushiyan ke ras mann mein kaahe re baba tune baratiya liyo bulwaye kaahe doli banbaye amma madwa chhawaye chale silwayan halai dhit pis pis jaaye bhagan ke rekhan ki bahangiya bahangi lachkat jaaye – 2

2. Enne unne

dil ka chakmak patthar ghis ke sapnon ko sulga le – 2 yaadon mein machlein talwarein aaja oajmaale be hawa baazi mein pad na jaayein lene ke dene re ho enne unne ho gaya sab enne unne re – 3 enne unne enne unne re