1. Ishk fitrat hai meree dil tabah aur sahee
oy hoy hoy hoy hoy hoy…… ishk fitrat hai meree dil tabah aur sahee han… ishk fitrat hai meree dil tabah aur sahee -2 tu nahee aur sahee gham kaa yeh daur sahee ik gunah aur sahee ishk fitrat hai meree dil tabah aur sahee ishk ishk ishk ishk ishk ishk ishk fitrat hai meree dil tabah aur sahee janeman jannashin kar jara gaur sahee kaise koyee aur sahee ishk fitrat hai meree dil tabah aur sahee – 23. Divani hu mai divani hu
jaise hawa me udte hain yeh panchhee oh mere hamnashin udd jaayen ham kahee bana le ghar ham aisee jagah par hame na ho kabhee kisikaa jahan darr oh mere janeman kehatee hai yeh lagan mil jayegee hame manjil apanee ik din teree chahat me pagal hu divani hu mai divani hu kahu mai kya karu mai kya divani hu mai divani hu5. Dil ne dil se tujhe pukara
chahat kaa mara yeh dil bechara – 2 oh dil me mere sulag raha hai pyar kaa ek angara aaja mere yara yara aaja aa bhee ja dil ne dil se tujhe pukara – 2 dil ne dil se tujhe pukara oh dil ne dil se tujhe pukara aaja mere yara yara aaja aa bhee ja dil ne dil se tujhe pukara dil ne dil se tujhe pukara oh dil ne dil se tujhe pukara6. Mujhe pyar hone laga hai
chehra tumhara hai kitna pyara dekhe bina meraa ho na gujara rab ne tumhen bhee kya khub banaya meree najar se khud ko dekho toh yara… aa ha ha ha ha ha ha ha – 2