Jannat 2

Jannat 2

hindi - 1913

1. Jannatein kahan

c mon shake shake shake it shake it mommy – 3 i say bring on zara sa zara sa wo o o lage tu khafa sa wo o o zara sa zara sa wo o o gila bewajah sa wo o o tere hi liye tujhse hoon judaa jannatein kahan been huye fanaa

2. Rab ka shukrana

tu hai ab jo baahon mein qarar hai rab ka shukrana saanson mein hai nasha khumar hai rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana rab ka shukrana tu mila toh sab mila ab kisi se kya gila tujhme simtu aa main bikhru teri baahon mein – 2 fanaa ho jaaun main tu hi ab duniya meri jahaan hai rab ka shukrana khwabon ki khayalon ki udaan hai rab ka shukrana tu hi ab mera din hai imaan hai rab ka shukrana mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana

3. Tujhe sochta hoon

tujhe sochta hoon main shaam oh subah iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya tere hi khayalon mein duba raha iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya bas saare gham mein jaana sang hoon tere har ek mausam me jaana sang hoon tere ab itne imtehaan naa le mere sang hoon tere – 3

4. Tera deedar hua

yun tera muskurana aur aake chale jaana – 2 kismat ka hai khul jaana tera deedar hua pehla sa pyaar hua pehli hi baar hua iss dil ko naa toh inkaar hua naa hi iqraar hua jaane kya yaar hua iss dil ko – 2

5. Tu hi mera

ho tere ishq mein duba rahe din-raat yunhi sada mere khwaab se aankhein teri naa hoye jooda mera naam tu haathon pe apne likhe baar haan aye kaash ke aisa bhi din laaye woh khuda tu hi mera mera mera – 8 tu hi mera aa aa – 2 tu hi mera mera mera – 2