Jhankaar Beats

Jhankaar Beats

hindi - 1913

1. Jab kabhee chand na ho andheree rat ho

jab kabhee chand na ho andheree rat ho darna kum hoga mujhko agar tu sath ho jab kabhee badal chaye ya ghani barsat ho hogee khushee har ek bund me agar tu saath ho iss jahan me koyee meraa ho bhee ya na ho har ek lamha par chhaayega roshanee se bas ang me sath do

2. Jhankar beats theme song

hey ya thodee mastee hey thodee yaree – 2 thoda pyar jhankar hey thodee mastee hey thodee yaree thoda pyar jhankar iske bina jina kya bilkul bekar tara tara tara tara ra jhankar kahe koyee kahe jo kahe rahe koyee jaha bhee rahe karna toh hoga ikrar samaj sake toh koyee toh samjhe warna aake sikhe humse har pal toh karna maje yar jhankar jhankar jhankar jhankar

3. Hame tumse pyar kitna yeh ham nahee jaanate

tu jo hai toh sab kuchh hai na koyee kamee hai hame tumse pyar kitna yeh ham nahee jaanate magar jee nahee sakte tumhaare bina

4. Dil ne tum ko chun liya hai tum bhee usako chuno na

dil ne tum ko chun liya hai tum bhee usako chuno na khwab koyee dekhta hai tum bhee sapne buno na – 2 dil yeh meraa tumse kuchh keh raha hai suno na – 2 dil ne tum ko chun liya hai tum bhee usako chuno na khwab koyee dekhta hai tum bhee sapne buno na dil yeh meraa tumse kuchh keh raha hai suno na – 2

5. Boss kaun tha malum hai kya

boss kaun tha malum hai kya – 4 27 june 1939 sd aur mrs sd ko ladka huwa dublu ya as we know him pancham tat s right pancham bada huwa calcutta me padhayee kee padhayee khatam hote hi asalee padhayee shuru kee music under sd sahibs chhatra chhaaya achhcha paida 1939 me huwa aur jinda hai jinda hai hamare dil me hey boss kaun tha malum hai kya boss kaun hai malum hai kya ek raj kee bat bataau pehalee picture raj nikalee nahee phir sd sahab ke chote nawab yani u know who jinhe flim called chhote nawab angrej says history hey boss kaun tha malum hai kya boss kaun hai malum hai kya – 4 arrey bore mat kar yar sab malum hai malum hai phir bole teraa favorite rd song kya hai rup teraa mastana arrey ghade who boss nahee sd sahab kaa gaana hai yani super boss super boss ya boss kaun hai malum hai kya – 2 tabla saroj mouth organ guitar aur na jane kitne hajar instrument bajate the aur ek bar shayad jamane ko dikhana tha ya ek unike sound bana tha ke apne musician ke back pe rythm baja liya kitne aaye kitne gaye kitne aayenge kitne jaayenge kal kya hoga kisko pata par boss toh aaj se hee kehlayenge yar sahee bat hai bhai boss kaun hai malum hai kya -2

6. Sahee hai re sahee hai re

dhum dudhum dhum dudhum…… dhum dhum dhum dudhum…… arre pehle toh bombay tha mumbai ho gaya bombay bombay mumbai me mai pagal ho gaya – 2 arrey jo bhee isako pukaro kal yeh jo tha aaj bhee wohee hai re hai yeh jaisa waisa hee sahee hai re sahee hai re sahee hai re… hey sahee hai re sahee hai re sahee hai re -2