Jhootha Hi Sahi

Jhootha Hi Sahi

hindi - 1913

1. I will be waiting

i we been waiting for the moonlight i we been waiting for the lonely sky all night stranger in an own life i we been waiting for the life time for you

2. Do nishaaniyan

ek dor se bandhi kaise do kahaniyan ek taar se judh gayi kaise yeh do zindgaaniyan iss phone ke saaz par meri awaaz bhar mujhpe hansti hai khamoshiyan mere chehre ki do nishaaniyan – 4

3. Maiyya yashoda

natkhat natkhat jamuna ke tath par kuch toh churaye haye maiyya dil churaye neendh churaye chain churaye haye maiyya kaise main jaaoun ghar apne sab laaj sharam main chodhi re kaise kahun kis natkhat ne kiya maakhan chori re maiyya yashoda mori gagri se jamuna ke pul par maakhan haan koi de maakhan chura le gaya ho maiyya yashoda kaise jaaoun ghar jamuna ke pul par maakhan haan koi de maakhan chura le gaya

4. Pam para

haan ek ajnabi se maine kal ki raat saari baatein ki jaane kitni kitni saari haal e dil bhi suna diya haan uss ajnabi ne jaane aisa kya kaha ke sun ke mujhko jaane aisa kyun laga ke dhun woh koi gunguna gaya pam pam para para parara pam – 6