Karmayogi 1978

Karmayogi 1978

hindi - 1913

1. Jaisi karani waisi bharani

o o o jaisi karani waisi bharani yeh toh ik sachchhayi hai -2 tere karani tere aage aayi hai -2 jo hai karta wohi paata koyi kisike saath na jaata jaisi likhega tu karmo ka rekha gunaaho ka til til ka lekha – 2

2. Tum nahi ya hum nahi

mehfil mein aaj jhumake shabaab aa gaya sitamgar tere sitam ka jabaab aa gaya aa…… hamase aake aankh milaaye -2 aankh milaaye tu kya aankh milaaye tujhame itana dum nahi -2 ho aaj faisala ho jaayega ho ho jaayega ho jaayega aaj faisala ho jaayega tum nahi ya hum nahi -2 mehfil waale yeh bhi sun le yeh bhi sun le tum bhi sun lo hum bhi kisi se kam nahi hai -2 aaj faisala ho jaayega ho ho jaayega ho jaayega aaj faisala ho jaayega tum nahi ya hum nahi -2

3. Aayiye hujur aayiye baithiye

aayiye hujur aayiye baithiye najaron ke jaam pijiye-2 haajim hoon main toh aapki kidmat ka mauka dijiye -2 aayiye hujur aayiye baithiye

4. Mohabbat hoon haqeeqat hoon

mohabbat hoon haqeeqat hoon jawani hoon kayaamat hoon kaun kaun hai mera fan -2 haath uthaao gentlemen haath uthaao jaanam mohabbat hoon haqeeqat hoon jawani hoon kayaamat hoon