Krishna Aur Kans

Krishna Aur Kans

hindi - 1913

1. Advent of krishna

chai ghor amashi aao hari aao sari dhrti hai pyasi aao hari aao hari aao dharti ko ghar banane dukh sare dur bhagane andhiyare sare mitane suraj sa jagmagane ayega jhumo re nacho re sab mil gao re preeti ki dhun leke hari ayenge palke bijhao re mangal sab gao re manav ka rup leke hari ayenge ayega koi ayega sabpe chha jayega tan man se naiya ko par lagane wo ayega koi ayega man me chha jayega roti si dharti ko khil khil hasane wo

2. Hey krishna

he krishna he krishna he krishna morpankh mathe pe jada or hotho par muskan re ras rachaye bansi bajaye wo radha ka shyam re morpankh mathe pe jada or hotho par muskan re ras rachaye bansi bajaye wo radha ka shyam re khel khel me jeetega wo pap ka har sangram re har dil har mukh gayega uska hi ab naam re he krishna he krishna he krishna re he krishna he krishna krishna bolo re – 2