Laaga Chunari Mein Daag

Laaga Chunari Mein Daag

hindi - 1913

1. Ik teekhi teekhi si ladki

ik teekhi teekhi si uff karaari si ladki mere dil mein dil mein ek bijali jaise hai kadki – 2 thodi behkati huyi thodi chehkati huyi gumsum sehmati huyi kaise jaal bichhati hai pagli ek tedha medha sa ladkhadaata sa ladka mere dil mein dil mein ek shola jaisa hai bhadka ek tedha medha sa ladkhadaata sa ladka mere dil mein dil mein woh shole jaise bhadka kabhi hichkichhaata huva kabhi khul ke gaata huva baate banaata huva phir bhi humko woh bhaata hai pagla

2. Hum toh aise hai bhaiya

jeb mein hamari duhi rupaiya duniya ko rakhe thenge pe bhaiya sukh dukh ko khuti pe taange aur paap punya choti se baandhe naache hai hum ta ta thaiya hum toh aise hai bhaiya are hum toh aise hai bhaiya yeh apna fashion hai bahiya are hum toh aise hai bhaiya ek gali mein bham bham bole duji gali mein alla miya ek gali mein gunje ajaane duji gali mein bansi bajaiya sab ki rago mein lahu bahe hain apani rago mein ganga maiya suraj aur chanda bhi dhalata dhal ja apane ishaaron pe chalta duniya ka gol gol pahiya dhal na are hum toh aise hai bhaiya – 2 yeh apna fashion hai bahiya are hum toh aise hai bhaiya

3. Kachchi kaliyaan mat todo

hariyaale banne ?? ke ?hhore mat jaiyo – 2 daadi ka laadla mera banna – 2

4. Ehi thaiyaa motiyaan hiraaye gayi re

ehi thaiyaa motiyaan hiraaye gayi re raama kahe ba main dhundu – 3 natani se moti kahin khir gaya raama – 2 kahe ba main dhundu haaye…ehi thaiyaa