1. Mujhe nazar se utar kar bhi
mujhe nazar se utar kar bhi na chain paya to kya karoge – 2 jise bhula ke chalo ho dil se – 2 wo yaad aaya to kya karoge to kya karoge mujhe nazar se utar kar bhi na chain paya to kya karoge2. Bahaye chand ne aansu
bahaye chand ne aansu zamana chandni samjha – 2 kisi ke dil se huk uthi to koi ragini samjha – 2