Lahore

Lahore

hindi - 1913

1. Musaafir hai musaafir

saans rukati kahaan hai kisi ke khaatir yeh safar toh hai bas khudi ki khaatir mm mm mm mm… lamaha lamaha jindagi ka -2 hai aakhir musaafir hai musaafir – 4

2. Rang de rang de rag rag tu rang de

sarhadon ke paar se parinde aaye hain mulk ki deewaar pe parinde aaye hain

3. O saaware khushiyaan gayi sang tere

o saaware o saaware khushiyaan gayi sang tere -3 lage abb khaali khaali se kuche dikhe bas suna suna sa aangan suna sa mann ka gaanv re o saaware o saaware khushiyaan gayi sang tere – 2

4. O re bande

iss kadar tha bekhabar -2 ke khaamakha aajama liya khaamakha aajama liya iss kadar tha bekhabar ke khaamakha aajama liya -2 sau duwaayein bechkar -2 maathe ka bojha pa liya maathe ka bojha maathe ka bojha pa liya re o re bande o re bande o re bande o re bande o re bande o re bande iss kadar tha bekhabar ke khaamakha aajama liya -2 aajama liya