Mere Khwabon Mein Jo Aaye

Mere Khwabon Mein Jo Aaye

hindi - 1913

1. Jindagi mein nayi baat hone ko hai

jindagi mein nayi baat hone ko hai aasmaano ka abb saath hone ko hai jaate huye kehate hai pal shuru ho gayi nayi daastaan badale huye din raat hai badala sama jindagi mein nayi baat hone ko hai aasmaano ka abb saath hone ko hai

2. Pathron ke bane inn sheharo mein

saare shehar mein kahin toh koi thikaana hoga jahaan kisine dil ka kehana maana hoga

3. Sehami sehami si ik ladaki

tum aisi lag raho ho jaise nayi nayi ho titali bani hai woh jo kal thi kali jo sharm thi woh shokhi mein dhali sehami sehami si ik ladaki pal mein huyi hai kaisi manchali

4. Kab talak

ho chuka hai yeh mere saath kitani baar kyun yeh ho raha hai na chaahu phir bhi

5. Pehle toh meri inn aankhon par

pehle toh meri inn aankhon par baras gaye sapane phir dekha toh raahon mein hai naye naye sapane abb dil hai rasta hai manjil hai aur hai yeh sapane jaana hai wahaan le jaaye jahaan sapane jaagi jaagi jindagi hai ujali ujali roshani hai lo ishaare kare sab dishaaye lo pukaare hamein sab hawaaye hone ko hai abb sach yahaan sapane pehle toh meri inn aankhon par baras gaye sapane phir dekha toh raahon mein hai naye naye sapane abb dil hai rasta hai manjil hai aur hai yeh sapane jaana hai wahaan le jaaye jahaan sapane