My Name Is Khan

My Name Is Khan

hindi - 1913

1. Rang de aman se aasmaan

suraj ka naya chehara tode dar ka har pehara jaane kyun har najar mein hai ik junun jo yahin kahe iss aandhi mein bhi na chhodenge imaan o yaara rang de aman se aasmaan – 2

2. Sajda tera sajda

rom rom tera naam pukaare ek huye din rain hamaare hum se hum hi chhin gaye jab se dekhe nain tihaare sajda

3. Noor-e-khuda

noor-e-khuda o o o… noor-e-khuda ajanabi mod hai khauf har aur hai har najar pe dhuwaan chhaa gaya pal bhar mein jaane kya kho gaya aasmaan jard hai aahein bhi sard hai tan se saaya juda ho gaya hmm pal bhar mein jaane kya kho gaya saans ruk si gayi jism chhil sa gaya tute khaabon ke manjar pe tera jahaan chal diya noor-e-khuda noor-e-khuda tu kahaan chhupa hai hamein yeh bata noor-e-khuda noor-e-khuda yuun na hamase najarein phira noor-e-khuda noor-e-khuda tu kahaan chhupa hai hamein yeh bata noor-e-khuda noor-e-khuda yuun na hamase najarein phira noor-e-khuda

4. Allaah hi rehem

allaah hi rehem maula hi rehem…

5. Tere naina re

tere naina tere naina tere naina re – 4 o o o o… naino ki chaal hai makhmali haal hai nichi palakon se badale sama naina sharmaaye jo ya ke bhar aaye jo thamake ruk jaaye dono jahaan rab ki nemat hai teri nigaahein jisame basati hai usaki duwaayein aisi naino ki baaton mein koyi kyun na aaye ho o o o tere naina tere naina tere naina re -2 ho aisi naino ki baaton mein koyi kyun na aaye ho o o o tere naina tere naina tere naina re -2