Om Shanti Om

Om Shanti Om

hindi - 1913

1. Jag soona soona laage

main taaj ya naamara haay ve dasu main ki kara dil jude bina hi tut gaye hath mile bina hi chhut gaye khel khale kismat ne baar baar rod ankhiya tainu jo na vek sakhiya ??? kudarat ne

2. Deewangi deewangi

dekho dekho hai shaam badi deewani dheere dhere ban jaye na koi kahani – 2 dilbar hai dilkash hai dildaar nazare hain aaj zameen per utre kitne sitare hai atlo hosh na mi danam hum hai dil hai aur janam bas deewangi deewangi deewangi hai na koi rahe sam rahe per yeh ilzaam lage kisper bas deewangi deewangi deewangi hai all hot gals put ur hands up and say om shanti om all cool boys comon make some noise n say om shanti om

3. Main aagar kahoon tumsa haseen

tumko paya hai to jaise khoya hoon kehna chahoon bhi to tumse kya kahon – 2 kisi zabaon mein bhi woh labaz hi nahi ki jeene mein tum ho kya tumhein bata sakun main aagar kahoon tumsa haseen kaynaat mein nahi hai kahin tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi tumko paya hai to jaise khoya hoon

4. Dhoom ta na… kaise naino se naian milaau sajana

dhoom taana ta dhoom ta ta na na na – 2 dhoom taana dhir na dhir na kaise naino se naian milaon sajna kaise mein aise na ghabrau sajna kaise aaye aise mohe laaj sajna chuna na dekho mohe aaj sajna dhoom taana ta dhoom ta ta na na na – 2 dhoom taana dhir na dhir na mriganaini tu na jaane prem kitna mere mann mein hai yeh bechaini maangti hai roop jo tere yowan mein hai tera phool sa hai ang tere ang mein hai rang tere rang ke main sang goriye tere rang mein hai roop tere roop mein hai dhoop teri dhoop hai anoop goriye sajna se kahe aaye laaj sajani choone de ang mohe aaj sajani dhoom taana ta dhoom ta ta na na na – 2 dhoom taana dhir na dhir na