Patanga

Patanga

hindi - 1913

1. Kabhee khaamosh ho jaana

muhabbat kee khushee do din kee ho gham jindagee bhar ka yeh jina koyee jina hai jiye jaate hain mar mar ke

2. Thukaraake mujhe jaanewaale

thukaraake mujhe jaanewaale ik thokar aur lagaata jaa sindur toh maang se chhin liya abb phulo ko thukaraata jaa

3. Dil se bhula do tum hame

dil se bhula do tum hame ham naa tumhe bhulaayenge ruth ke jaanewaale ham duniya se ruth jaayenge ham naa tumhe bhulaayenge

4. Pahale toh ho gayee namaste namaste

pahale toh ho gayee namaste namaste – 2 phir pyaar ho gaya hansate hansate – 2 pahale toh ho gayee namaste namaste – 2

5. Gore gore mukhade pe gesu jo chha gaye

o haay gore gore gore gore gore gore mukhade pe gesu jo chha gaye – 2 chaandanee raat me baadal kaha se aa gaye – 2 gore gore gore gore mukhade pe gesu jo chha gaye – 2

6. O dilvaalo dil kaa lagaana achcha hai

jisne iss duniya me aakar dil naa diya aur dil naa liya jine ko sau saal jiya par ham toh kahenge khaakh jiya

7. Pyaar ke jahaan kee

pyaar ke jahaan kee niraalee sarkaar hai -2 – 2 muhabbat ke thaane me -2 yeh dil thanedaar hai yeh dil havaaldaar hai yeh dil chaukidaar hai pyaar ke jahaan kee………