Pehli Jhalak 1954

Pehli Jhalak 1954

hindi - 1913

1. Kaise bhaaye sakhi rut saawan ki

kaise bhaaye sakhi rut saawan ki – 2 piya bheji na takiya aavan ki – 2 kaise bhaaye sakhi rut saawan ki – 2

2. Mohabbat ne mujhe maara

kisine yeh kyun dil ki duniya banaayi banaake phir isame mohabbat basaayi mohabbat ne aate hi kya gul khilaaye tadapkar laga dil yeh dene duhaayi kya mohabbat ne mujhe maara meri tauba meri tauba – 2 dikhaaye din ko yeh taara meri tauba meri tauba – 2 meri tauba meri tauba meri tauba meri tauba aa aa aa… mohabbat ne mujhe maara meri tauba meri tauba – 2

3. Zameen chal rahi aasmaan chal raha hai

zameen chal rahi aasmaan chal raha hai – 2 yeh kisake ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai yeh kisake ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai

4. Na maaro najariya ke baan

na maaro najariya ke baan – 2 akeli aayi paniya bharan -3 paniya bharan na maaro najariya ke baan – 2

5. Oonchi oonchi dukaan phika phika pakwaan

humdardi jo banata hai garibon ka jamaana yeh bhi hai ameeron ke liye ik bahaana

6. Charandaas ko pine ki jo aadat na hoti

lallo ki maan darwaaja toh khol pehale naam toh bol are main hoon tera khasam shivcharandas kyun aaj phir pi kar aaye ho tumhara satyaanaash are maine pi nahi phir maje ke liye muh ko lagaayi hai haay mori maiya duhaayi hai duhaayi hai are darwaaja toh khol badi sardi lag rahi hai jab tak pine ki yeh lat nahi chhodoge yeh darwaja nahi khulega

7. Jamaane se niraala hai

aa aa aa… jamaane se niraala hai meri ulfat ka afsaana meri ulfat ka afsaana bulaati hai shama lekin nahi aata hai parwaana nahi aata hai parwaana