Piku

Piku

hindi - 1913

1. Lamhe guzar gaye

lamhein gujar gaye chehare badal gaye hum the anjaani raahon mein pal mein roola diya pal mein hasake phir rehgaye hum bhi raahomein thodasa paani hai rang hain thodisi chaanv hain chupati aankhomein dhup ye khuli dishamein aur dard bhi meetha laage sab faasalein kam huye khawabosein raastein sajane to do yaado kon dil mein basane to do lamhein gujar gaye chehare badal gaye hum the anjaani raahon mein

2. Piku

subah ki dhup pe aisi ke dastak hain kisi ki roshani uddi jo harr taraf hain ye lamhoin ke kuvemein roj thakati hain ye jaake waqt se hiseeb maangati hain ye paani hain ye aage hain yeh khud likhi keetan hain pyaar ki khurak si hain piku subah ki dhup pe aisi ke dastak hain

3. Teri meri baatein

aankhon ki nammi haan teri meharbaani hain thodisi umeedoein ke aage aisi kahaani hain aanchal jo udda haan teri meharbaani hain thodisi umeedoein ke aage aisi kahaani hain leharon se hain sager se geharibi hain ye teri meri baatein roolati bhi hain gum mein hasaatibhi hain ye teri meri baatein – 2