Professor Pyarelal 1981

Professor Pyarelal 1981

hindi - 1913

1. Aisa bhi koyi aata hai mauka

aisa bhi koyi aata hai mauka apana hi saaya deta hai dhoka – 2

2. Aage aage ek hasina pichhe kuchh deewaane

hey… aage aage are aage aage ek hasina pichhe kuchh deewaane deewaane anjaane ke sab hai deewaane are shama abhi tak hey shama abhi tak jali nahi hai aa pohanche parwaane yeh kaise parwaane ke sab hai deewaane ye hey hey… aage aage ek hasina pichhe kuchh deewaane deewaane anjaane ke sab hai deewaane

3. Gaaye ja gaaye ja aur muskuraaye ja

gaaye ja gaaye ja aur muskuraaye ja jab tak yeh fursat de yeh jamaana – 2 jitana khushi se dil ko lagaana – 2 utana hi ghum se rishta nibhaana ga ga gaaye ja ja gaaye ja aur muskuraaye ja jab tak yeh fursat de yeh jamaana ga ga gaaye ja

5. Yeh waada raha dilruba

tere siwa na kisi ka banunga – 2 khune jigar se yeh likh ke main dunga yeh waada yeh waada raha dilruba yeh waada raha dilruba

6. Dil ki khushi yuun dil mein chhupi hai

dil ki khushi yuun dil mein chhupi hai phulon mein jaise khushbu basi hai – 2 jalane lage jab ghum ki shamma toh apani hasin se usako bujhaana