Razia Sultana

Razia Sultana

hindi - 1913

1. Jalta hai badan

jalta hai badan ho… hay jalta hai badan pyaas bhadakee hai pyaas bhadakee hai sare shaam se jalta hai badan – 2 ishk se kah do kee le aaye kahee se saavan pyaas bhadakee hai sare shaam se jalta hai badan jalta hai badan – 2

2. Khwaab ban kar koyee aayega toh

chum kar raat jo sulaayegee toh nind aayegee khwaab ban kar koyee aayega toh nind aayegee abb vahee aake sulaayega toh nind aayegee khwaab ban kar……

3. Hariyaala banna aaya re

hariyaala banna aaya re hariyaala banna aaya re chhotee gundhe ghata paanv chume hina maang motee bharee maathe jhumar saja bannee ke jo mann bhaaya re hariyaala banna aaya re

4. Dhalatee jaaye raat kehele dil kee baat

dhalatee jaaye raat kehele dil kee baat shamma parwaane kaa naa hoga phir saath – 2 dhalatee jaaye raat…

5. Aye khuda shukra tera

aye khuda shukra tera aye khuda shukra tera shukra tera – 2 yeh mera yaar chala baandhkar sar par sehra – 2

6. Aayi zanjeeer ki jhankaar

aayi zanjeer ki jhankaar khuda khair kare dil hua kiska giraftaar khuda khair kare