Saaya

Saaya

hindi - 1913

1. Aayee jo teree yaad

o saathiya o saathiya aayee jo teree yaad dil ne kee dil se baat liya teraa naam phir mehaki shaam yaado ne teree yeh kyaa kiya dil chura liya saathiya -2 – 2

2. Aye meri zindagi – ii

ai meree jindagi tu mere saath hai – 2 abb mujhe iss jamaane kee parvaah nahee jaan le lu bhee mai jaan de du bhee mai – 2 koyee kimat chukaane kee parvaah nahee ai meree jindagi tu mere saath hai

3. Har taraf har jagah

aa aa aa………

4. Kabhi khushbu kabhi jhonka

kabhee khushbu kabhee jhonka kabhee hawa sa lage juda hokar bhee tu mujhse juda juda sa lage – 2 kabhee khushbu kabhee jhonka kabhee hawa sa lage

5. Aye meri zindagi – iii

aye meri zindagi tu mere saath hai…2 ab mujhe iss zamaane ki perva nahi jaan le loon bhi main jaan de doon bhi main…2 koi qeemat chukaane ki perva nahi aye meri zindagi tu mere saath hai

6. Seena pada

jo na hona tha woh mujhe hona pada aaj khokar tujhe jinda rahna pada waqt se jo mila mujhe woh jakhm seena pada seena pada seena pada – 2

7. Aye meri zindagi

jism marane se insaan marata nahi bas badal jaata hai woh fakt yaad mein jinda ho jaata hai khud ba khuda har ghadi usake har jikrr mein usaki har baat mein – 2 hum bhulaakar use bhul sakate nahi – 2 isliye bhule jaane ki parwaah nahi ai meri jindagi tu mere saath hai

8. O saathiya o beliya

o saathiya o beliya dekhi hai pehli baar aankhon ne yeh bahaar rutu mast mast yeh din yeh waqt mausam ne kya jaadu kiya dil churaa liyaa saathiyaa – 2 – 2