Shudra - The Rising

Shudra - The Rising

hindi - 1913

1. Aatma jale

aatma jale aatma jale – 5 eb bebas ke neer se puchho kitni peed hai chhati mein kya hai uska dosh woh murakh kyon janmaa is jaati mein pal pal mann mein kaisi chita jale aatma jale aatma jale – 3

2. Yeh unch neech kis liye

yeh unch neech kis liye yeh bhed bhaav kis liye manushyata ki peeth pe yeh gehra ghaav kis liye sadi hui si laash pe yeh prashna hai likha hua mile daya kab hamein thamega kab yeh silsila

3. Jai jai bhim

jai jai bhim baba jai jai bhim – 2 mukh teez ravi sa saajhe re ke vaani singh si laage re jai jai bhim baba jai jai bhim mukh teez ravi sa saajhe re ke vaani singh si laage re gaon gaon aur gali gali mein jiska danka baaje re jai jai bhim baba jai jai bhim – 2