Sonu Nigam - Yeh Naya Naya

Sonu Nigam - Yeh Naya Naya

hindi - 1913

1. Hai naya naya apana pyaar hai

hai naya naya apana pyaar hai pyaar hai hai yahaan wahaan tera intjaar hai pyaar hai teri meri yeh aashiqi dekhe mudake yeh gulsita – 2

2. Jaage tere sapane mere dil mein

jaage tere sapane mere dil mein raat bhar aa abb toh haath apana rakh mere haath par ho yeh kya huwa jaane kya hai asar tu mujhe thaam le rahi na mujhako meri khabar – 2

3. Kabhi tum lage jindagi

kabhi tum lage jindagi kabhi tum lage ajanabi badi ulajhano se likhi kahaani maine pyaar ki -2 kabhi tum lage jindagi kabhi tum lage ajanabi badi ulajhano se likhi kahaani maine pyaar ki -2

4. Nainon mein tere hai sapane

nainon mein tere hai sapane spano mein hai nasha – 2 yeh dil nashe mein behakane laga tera pyaar dil mein mehakane laga teri kasam jaanemann tere bin na lage mera mann nainon mein tere hai sapane spano mein hai nasha – 2 yeh dil nashe mein behakane laga tera pyaar dil mein mehakane laga o jaanemann tere bin na lage yeh kahin mera mann

5. Koyi baat nahi

koyi baat nahi kya baat hai yeh har baat pe dil dhadake hai iss dil mein kahin din raat magar ik shola sa bhadake hai har ghadi bekali si main phiru manchali si pyaar hai gar yahi toh yeh ho gaya mujhe yeh ho gaya mujhe yeh ho gaya koyi baat nahi kya baat hai yeh har baat pe dil dhadake hai iss dil mein kahin din raat magar ik shola sa bhadake hai har ghadi bekali si main phiru manchali si pyaar hai gar yahi toh yeh ho gaya mujhe yeh ho gaya mujhe yeh ho gaya