Strangers

Strangers

hindi - 1913

1. Sulgi huyi saansein meri

sulgi huyi saansein meri pighali huyi meri har aarjoo hai jalate huye hai lab mere nas nas mein koyi nayi nayi khushboo hai ho o o o o ho ho ho ho yai yai yai yai ye…… – 2

2. Yaad aaye woh din

yaad aaye woh din jaane kyun tere bin aajkal jindagi lag rahi ajanabi – 2 aise haalaat mein koyi kaise jiyein ek khushi ke liye kitne aansu piye kitne aansu piye – 2 ek khushi ke liye kitne aansu piye

3. Yaad aa gayi teri

stranger stranger stranger stranger……… yaad aa gayi teri yaad aa gayi – 2 dheere se aayi hai dil mein saamaayi hai kitni kahaaniyaan saath mein laayi hai saari fiza dhundala gayi dhundala gayi yaad aa gayi teri yaad aa gayi – 2

4. Baat kehne ko toh puraani hai

la la lalla lai lai lai lai lai lai……… baat kehne ko toh puraani hai – 2 jack n jill ki ek kahaani hai – 2 – 2 bhuri aabkhon ka ik ladka tha nili aankhon ki ik ladki thi – 2 pehle din hi mile the jab dono ik chingaari jaise bhadaki thi naam isaka hi toh jawaani hai jack n jill ki ek kahaani hai – 2