saanson mein aandhi hai main bhi toh taiyaar hoon sabse badi ye jung hai to main bhi taiyaar hoon aaghaaz hoon main ummeed hoon main har haar jeetenge main hoon main hoon woh aag jo kabhi bujhe naa main hoon main hoon woh raftaar jo kabhi rooke naa main hoon… unchaayi koi choo sake naa main hoon main hoon jab tak main zinda hoon aankhon mein sooraj hai himmat hoon dhoop hoon main ishaara hoon toh aasmaan zameen chalne lage rukne lage roshni ke ghar pe ye andhere chehre kya lagaayenge pehre main hoon main hoon woh aag jo kabhi bujhe naa main hoon main hoon woh raftaar jo kabhi ruke naa main hoon oonchaayi koi choo sake naa main hoon main hoon jab tak main zinda hoon