Thodi Life Thoda Magic

Thodi Life Thoda Magic

hindi - 1913

1. Yeh mast hawa jo behati hai

ho o o o o…… aa aa aa aa aa… yeh mast hawa jo behati hai kya baat wahi yeh kehati hai – 2 jo tumane apane honto se -2 jaane abb tak kahi nahi woh baat ki jisako sunane ki ummid mujhe bhi rehati hai behati rehati hai yeh hawa jo -2 baat wahi kya kehati hai yeh mast hawa jo behati hai……

2. Maana yeh aaj hamane

maana yeh aaj hamane aisi hi jindagi hai – 2 thodi si aashqi hai -2 thodi si yeh bandagi hai maana yeh aaj hamane aisi hi jindagi hai