Umeed 1971

Umeed 1971

hindi - 1913

1. Insan ji raha hai

insan ji raha hai ummid ke sahare har kam kar raha hai ummid ke sahare kuch gum nahi fiza ka aayegi bahare bhi – 2 gulshan ye kah raha hai ummid ke sahare insan ji raha hai ummid ke sahare

2. Hamne chaha magar kah na paye

hamne chaha magar kah na paye pyar ki dasta unke aage – 2 jab nigah mili sharam aayi khul na payi juban unke aage

3. Dil ko bachana babu

dil ko bachana babu ji na aana fir kabhi hasino ki gali aankhe hai teer yaha julfe janir yaha aage tumhari marji – 2 dil ko bachana babu ji