1942 A Love Story

1942 A Love Story

hindi - 1993

1. Rimjhim rimjhim rumjhum rumjhum

rimjhim rimjhim rumjhum rumjhum bhigee bhigee rut me tum ham ham tum chalte hain

2. Ek ladki ko dekha

ho ek ladaki ko dekha to aisa laga – 2 jaise khilata gulaab jaise shaayar ka khvaab jaise ujalii kiran jaise ban mein hiran jaise chandanii raat jaise naramii baat jaise mandir mein ho ek jalta diya ho ek ladakii ko dekha to aisa laga

3. Ye safar

dil na ummed tho nahi naakam hi tho hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi tho hai

4. Kuchh na kaho male

kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunna hai mujhko pata hai tumko pata hai samay ka ye pal thamsa gaya hai aur is pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho

5. Kuchh na kaho female

kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunna hai mujhko pata hai tumko pata hai samay ka ye pal tham sa gaya hai aur is pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho

6. Pyar hua chupke se

dil ne kaha chupke se ye kya hua chupke se kyon naye lag rahe he ye dharti gagan maine pucha to boli ye pagli pawan pyar hua chupke se ye kya hua chupke se – 2 titliyo se suna titliyo se suna maine kissa bagh ka bagh me thi ek kali sharmily unchuyi ek din manchala bhanwara aa gaya khil uthi woh kali paya roop naya pochchti thi kali ye mujhe kya hua phool hansa chupke se pyar hua chupke se

7. Ruth na jana tum se kahu to

ruth na jana tum se kahu to me in aankho me jo rahu to – 2 tum ye jano ya na jano tum ye mano ya na mano mere jaisa diwana tum paoge nahi yaad karo ke me jo na hu to ruth na jana tum se kahu to