Aakrosh 1998

Aakrosh 1998

hindi - 1998

1. Yeh ladki hai ya khubsoorat bala

yeh ladki hai ya khubsoorat bala jara isake yauwan ki dekho kala hai jaadu bhara kahi phans na jaaye koyi manchala

2. Subah savere naina ho gaye char

subah savere hey subah savere naina ho gaye char – 2 haye tadke tadke ho tadke hi tadke hey tikhi nigaho ka ho gaya war – 2 haye tadke tadke ho tadke hi tadke unki nazar se nazar kya mili murjaye dil ki kali khili ae husn wale miljul ke chal nazre chura ke kaha chali dil leke dil de na kar inkar haye tadke tadke ho tadke hi tadke subah savere naina ho gaye char haye tadke tadke ho tadke hi tadke

3. Ujla ujla rup suhana

ujla ujla rup suhana mera aashiq hai zamana ho ujla ujla rup suhana mera aashiq hai zamana har pal nigaho se masti lutau lekin kisi ke mai hath nahi aau pas to aana na baba na aankh ladana na baba na marji teri kya batlana na na na na ujla ujla rup suhana mera aashiq hai zamana

4. Hello hello bol ke

hello hello bol ke mere aaju baaju dol ke deewaani ladki hai ke dekhe ek tir nazaron se dekhate hi mujhe bolati hai haay

5. Sir bhi rutthe rutthe hain

sir bhii ruuthe ruuthe hain teacher bhii ruuthii ruuthii hain piknik mein nahiin koii shor ham to ho gae bor