Zubeidaa

Zubeidaa

hindi - 2001

1. So gaye hain kho gaye hain

so gaye hain kho gaye hain dil ke afasaane – 2 koi to aataa phir se kabhi inako jagaane – 2 so gaye hain kho gaye hain dil ke afasaane – 2

2. Mehndi hai rachnewali

mehndi hai rachnewaali haathon mein gehri laali kahe sakhiyaan ab kaliyaan haathon mein khilnewaali hain tere mann ko jeevan ko nayi khushiyaan milnewaali hai mehndi hai rachnewaali haathon mein gehri laali kahe sakhiyaan ab kaliyaan haathon mein khilnewaali hain tere mann ko jeevan ko nayi khushiyaan milnewaali hai o hariyali banno le jaana tujhko guiyyaan aane waale hai saiyyaan thaamenge aake baiyyaan goonjegi shehnaayi angnaayi angnaayi mehndi hai rachnewaali haathon mein gehri laali kahe sakhiyaan ab kaliyaan haathon mein khilnewaali hain tere mann ko jeevan ko nayi khushiyaan milnewaali hai

3. Dur kahi ik aam ki bagiya – 2

dur kahi ik aam ki bagiya -2 bagiya mein hai thandi chaanv chaanv mein ek kachcha rasta raste mein pyaara sa gaanv gaanv mein ik chhota sa ghar ghar mein ek ujala sa aangan aangan mein chandan ka palana palane mein chanda sa munna munne ki aankhon mein nindiya dur kahi ik aam ki bagiya bagiya mein hai thandi chaanv chaanv mein ek kachcha rasta raste mein pyaara sa gaanv

4. Dur kahi ik aam ki bagiya