13B

13B

hindi - 2009

1. Bade se shehar mein chhote chhote ghar mein

aankhon se bachaakar lo rakho chhupaakar pyaar ko kabhi kisi ki najar na lage chaand ko churaakar maathe pe sajaakar haule chalana raat ko khabar na lage sitaare dhund laaye hai andheron pe sajaaye hai jaise diwaali ki ho raat jindagi bade se shehar mein chhote chhote ghar mein itani yeh khushiya bolo rakh de kahaan pyaar muskuraahat sapano ki aahat jo bhi maanga mil gaya – 2

2. Aasma odhkar aaye hum apane ghar

aasma odhkar aaye hum apane ghar baadalon mein dhaka hai yeh kamara mera tumhe khwaabon me milenge abb taaron se kaha hai ki jara jal pade dheere se hamaara naam pukaaro khwaaishon ke dariya mein utaaro teri meri hasi yaaadon pe hum jara theher le – 2

3. Khairiyat hai sab khairiyat hai

khairiyat hai sab khairiyat hai khushiya bahot hai sab khairiyat hai yaaro sab khairiyat hai yahaan – 2