Luckhnowi Ishq

Luckhnowi Ishq

hindi - 2015

1. Yaq ba yaq

dekha hai manzar yeh kaisa ye aankhein khuli ki khuli reh gayi chaha thaa udna dil mera auron ki udaane kati reh gayi kuchh aisa huaa hai aansu hi duaan hai khamosh si jubaan hai sab kuch dhuaan dhuaan hai royi royi zindagi yaq ba yaq kyun khoyi khoyi har khushi yaq ba yaq kyun tuta tuta hausla yaq ba yaq kyun rutha rutha hai khuda yaq ba yaq kyun