aa jaao bin puche bin puche koi sawaal rasta hai awaara gairkanooni se khayal

aa jaao yeh jahan pukaare hai aa jao ab hum tumhare hain

aa jaao bin poche bin liye koi misaal rasta hai awaara aahista se le udaa

aa jaao yeh jahan pukaare hai aa jao ab hum tumhare hain

sawaalon ke bazaaron mein dekho toh milega na tumko koi jawab talaashoge khojoge jitna bhi jo bhool jaoge phir tum sawaal

aa jaao yeh jahan pukaare hai aa jao ab hum tumhare hain aa jao ab hum tumhare hainx7 aa bhi jao na