Aabaad barbaad

Aabaad barbaad

Ludo 2020-hindi-2020

Music Directors

ya toh barbaad kar do ya toh barbaad kar do ya phir aabaad kar do

ya toh barbaad kar do ya phir aabaad kar do woh galat tha yeh sahi hai jhooth yeh aaj kah do

itana ehasaan kar do itana ehasaan kar do poore armaan kar do labpe aakar jo ruke hain dhaanyi woh harf keh do

mere saanson se judi hai teri har saans keh do mushkil aasaan kar do mushkil aasaan kar do ya to barbaad kar do ya phir aabaad kar do

meetha sa yeh jahar main toh peeta rahoonga tu khuda na sahi main toh sajde karoonga x2

tum jo shiri na hue keh hamko phir haar kar do

mere saanson se judi hai teri har saans keh do itana ehasaan kar do itana ehasaan kar do poore armaan kar do ya toh barbaad kar do ya phir aabaad kar do