Kisna-hindi-1913
Music Directors:
Ismail Darbar
goree ke hatho me mehandee lagao uptan se ang ang mehkao chanda jaise mathe pe jhumar sajao hirowale motiwale kangana pehnao
goree ke hatho me mehandee lagao uptan se ang ang mehkao
aagaya aagaya wohee din aagaya meree sunee see raato ne dekha tha jis din ka sapna sajana sajana sajana sajana
aagaya aagaya wohee din aagaya jis din leke dolee tere angna aayenge sajana sapna sajana sajana sajana sajana
phulo se khusbu kaliyo se rang leke sajna kee sajnee sajee haule haule hoton pe lali rachi haule haule
aanchal se hai jhalakta goree ka rup jaise badal se chan rahee ho subah kee dhup jaise
sajnee tujhko jis pal tere sajna dekhenge mehendiwale pairo par dil apna rakh denge
aagaya aagaya wohee din aagaya jis din leke dolee tere angna aayenge sajana sapna sajana sajana sajana sajana
more angana sajana aayo re – 2 mai prit jo apni payo re – 2 mai toh jaise baurayi gayee – 2 tan jhum gayo mann gayo re – 2
tan mann me se jaise koyee jwala see behatee hai pighle hai ang ang dhime dhime chaya hai meraa rang dhime dhime jalte hai hoth mere kaisee hai pyas jagee jagee jagee jagee ankhon mai hai dhuan sa mann mai hai agan lagee lagee lagee lagee saanson mai kaisee aandhee hai kaisa tufan hai betabee bechainee hai teraa hee arman hai
aagaya aagaya wohee din aagaya jis din leke dolee tere angna aayenge sajana sapna sajana sajana sajana sajana
haryalee bannee ke haryalee banne raste me tere bichchen hire motee panne banna bannee duneeya ke sare sukh pave pooton woh phale aur dudon woh nahaven
haryalee bannee ke haryalee banne raste me tere bichchen hire motee panne
kisna mere kisna…………