Haider-hindi-1913
aaj ke naam aur aaj ke gum ke naam
aaj ke gum kahe jindagi ke bhare gulisthan se kafa jard patto ka band jard patton ka band jo mera desh hai dard ki anjuman jo mera desh hai… unn dukhi maoo ke naam – 2 raat me jin ke bacche bilakhate hai nind ki maar khaye huye bajuon se sambhal te nahi dukh bataate nahi minnate saarion se behalate nahi unn haseenao ke naam – 2 jinki ki aankhon ke gool chilmano aur darichaon ke belo pe bekhar khil khil ke murjha gaye unn bayataaon ke naam – 2 jin ke badan be mohabaat riyataarse jo the saj saj ke ukhata gaye hai bewaao ke naam katadiyon aur galiyon mohalon ke naam jinnke napaak shashak se chand raaton ko aake karta hai aksar vajood jinnke sayon me karati hai aahob ka aanchalo ki heena chudiyan ki khanak kakoolo ki mehak aarzoo mand sino ki apne pasine me jalane ki bu padhne walon ke naam aaj ke naam aur aaj ke gum ke naam unn dukhi maao ke unn haseenao ke unn byahtaon ke naam