Aaj mausam bada beiman hai

Aaj mausam bada beiman hai

Loafer-hindi-1913

Lyricists:

 Anand Bakshi

aaj mausam bada beiman hai bada beimann hai aaj mausam aane vala koi tufan hai koi tufan hai aaj mausam

kya huwa hai huwa kuchh nahee hai bat kya hai pata kuchh nahee hai mujhase koi kata ho gai toh isame meree kata kuchh nahee hai kubasurat hai tu rut javan hai

kalee kalee ghata dar rahee hai thadi aahe hava bhar rahee hai sabako kya kya guman ho rahe hai har kalee ham pe shak kar rahee hai phulo kaa dil bhee kuchh badaguman hai

ai mere yar ai husn vale dil kiya maine tere havale teree marjee pe abb bat thaharee jine de chahe tu mar dale tere hatho me abb meree jan hai