Aansu kabhi chhalke nahin

Aansu kabhi chhalke nahin

Riwayat-hindi-1913

Lyricists:

 Nusrat Badr

aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge o sathiya aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge o sathiya tujhme har pal hai wo fasala kab kaha fir hua – 2 aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge o sathiya

sach ki raho pe tu jo chalega ajmaish vo teri karega – 2 jindagi ki kadi dhup me bhi ban ke saya vo sang sang chalega roshni ye rahe samjho sara jahaa mil gaya – 2 aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge o sathiya

dur tujh se hua hai agar wo yaad ban ke vo tujhme rahega – 2 dil se chaha hai tune use to sans ban kar vo tujhme rahega aas baki raheghe samjho tujko khuda mila gaya – 2 aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge o sathiya

pak mariyam sa aanchal samandar jisme mojud hai tera sawan – 2 man ki aankho se dekho use to pass tere hai tera wo ishawar khudako dundho jara dil udasi se kyon hai bhara – 2 aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge o sathiya aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge o sathiya tujhme har pal hai wo fasala kab kaha fir hua – 2 aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge o sathiya